Toote Huye Khawabo Ki Chuban Kam Nahi Hoti Anup Jalota Ghazal


Toote Huye Khawabo Ki Chuban Kam Nahi Hoti Anup Jalota Ghazal

Toote Huye Khawabo Ki Chuban Kam Nahi Hoti Anup Jalota Ghazal

" Rone se nahi kuch haasil aye dil-e-sodayi
Aankho ki barbadi daman ki bhi ruswayi..
Ham log samundar ke bichde huye sahil hai
Us paar bhi tanhayi iss paar bhi tanhayi.."

Toote huye khawabo ki chuban kan nahi hoti
Ab ro ke bhi ankho ki jalan kam nahi hoti..

Hotho se piye chaahe nigaaho se churaye
Jalim teri khusbu-e-badan kam nahi hoti..

Milna hai to miljao yahi hashar me kya hai
Ek umar mere wada-e-shikan kam nahi hoti

Kitne bhi ghanere ho teri julf ke saaye
Ek raat me sadiyo ki thakan kam nahi hoti..

Toote huye khawabo ki chuban kan nahi hoti
Ab ro ke bhi ankho ki jalan kam nahi hoti..
❤❤❤❤
" रोने से नही कुछ हासिल ए दिल-ए-सदायी 
आँखो की बर्बादी दामन की भी रुसवाई..
हम लोग समुंदर के बिछड़े हुए साहिल है
उस पार  भी तन्हाई इस  पार भी तन्हाई.."

टूटे हुए खवाबो की चुबन कन नही होती
अब रो के भी आँखो की जलन कम नही होती..

होठों  से पिए चाहे निगाहो से चुराए
जालिम तेरी खुसबु-ए-बदन कम नही होती..

मिलना है तो मिलज़ाओ यही हशर मे क्या है
एक उमर मेरे वादा -ए-शिकन कम नही होती

कितने भी घनेरे  हो तेरी जुल्फ के साए
एक रात मे सदियो की थकन कम नही होती..

टूटे हुए खवाबो की चुबन कन नही होती
अब रो के भी आँखो की जलन कम नही होती..

Toote Huye Khawabo Ki Chuban Kam Nahi Hoti MP3 Download Anup Jalota Ghazal

Download 


Previous
Next Post »

1 comments:

Write comments

New Updates