Ajnabi khwahishein Seene Me Dba Bhi Na Saku -Rahat Indori Shayari

Ajnabi khwahishein Seene Me Dba Bhi Na Saku Rahat Indori Shayari

Ajnabi khwahishein Seene Me Dba Bhi Na Saku Rahat Indori Shayari

अजनबी ख्वाहिशें सीने में दबा भी न सकूँ
ऐसे जिद्दी हैं परिंदे के उड़ा भी न सकूँ

फूँक डालूँगा किसी रोज ये दिल की दुनिया
ये तेरा खत तो नहीं है कि जला भी न सकूँ

मेरी गैरत भी कोई शय है कि महफ़िल में मुझे
उसने इस तरह बुलाया है कि जा भी न सकूँ

इक न इक रोज कहीं ढ़ूँढ़ ही लूँगा तुझको
ठोकरें ज़हर नहीं हैं कि मैं खा भी न सकूँ

फल तो सब मेरे दरख्तों के पके हैं लेकिन
इतनी कमजोर हैं शाखें कि हिला भी न सकूँ..

-----------------------------------------------
Ajnabi khawahishe seene me dba bhi na saku
Aise ziddi hai parinde ke uda bhi na saku..

Fook daluga kisi roz ye dil ki duniya
Ye tera khat to nahi hai ki jala bhi na saku...

Meri gairat bhi koi shey hai ki mehfil mujhe
Usne iss tarh bulaya ki jaa bhi na saku...

Ikk na ikk roz kahi dhoondh hi luga mai tujhko
Tokhre zahar hai hai ki mai kha bhi na saku..

Fal to mere sab  darakhato ke pake hai lekin
Itni kamjor hai shaakhe ki hila bhi na saku....

---Rahat Indori Shayari


Previous
Next Post »

New Updates