Aaya Tha Ghar Sawaarne Ahsaan Kar Gaya-Anup Jalota Ghazal

Aaya Tha Ghar Sawaarne Ahsaan Kar Gaya-Anup Jalota Ghazal

Aaya Tha Ghar Sawaarne Ahsaan Kar Gaya-Anup Jalota ghazal

" Justju hi dilo ki manzil thi hamne kho kar tuje -tuje paya
Jindgi naam hai judai ka aap aaye to mujko yaad aaya "

Aaya tha ghar sawaarne ahsaan kar gaya
Barbadiyo ka aur bhi samaan kar gaya...

Ab tak hai uski yaad meri jindgi ke sath
Do-chaar pal ki jo mujse pehchaan kar gaya..

Aankho ne jiske shok me raate sazai thi
Khawabo ki anjumann wohi veeraan kar gaya...

Jhoka nasee me subh ka aaya to tha magar
Gulshan ki har kali ko pareshaan kar gaya..

Aaya tha ghar sawaarne ahsaan kar gaya
Barbadiyo ka aur bhi samaan kar gaya...
❤❤❤❤
" जूस्तजू ही दिलो की मंज़िल थी हमने खो कर तुझे  -तुजे  पाया
जिंदगी नाम है जुदाई का आप आए तो मुझको  याद आया "

आया था घर सवारने अहसान कर गया
बरबादियों  का और भी सामान कर गया...

अब तक है  उसकी याद मेरी जिंदगी के साथ
दो-चार पल की जो मुझसे  पहचान कर गया..

आँखो ने जिसके शोक मे राते सज़ाई थी
खवाबो की अंजुमांन वो ही वीरान कर गया...

झोका नसी मे सुबह  का आया तो था मगर
गुलशन की हर कली को परेशान कर गया..

आया था घर सवारने अहसान कर गया
बरबादियों  का और भी सामान कर गया...

Aaya Tha Ghar Sawaarne Ahsaan Kar Gaya MP3 Download -Anup Jalota Ghazal


Previous
Next Post »

New Updates